| Khile Gulab Ka Murjana bura lagta h ,
Mohbat ki nishani ka yun mit jana bura
lagta h,
Fasle mitana Achi bat h Par kisi ka tere
najdik ana bura lagta h ,
yu to bahti h hawa roj hi par uska tere
tan ko chukar jana bura lagata h,
Teri muskan h duniya me sab se pyari par
tera kisi ko dekhkar muskrana bura lagta h
,
intzar me tere bita denge sari zindagi
lakin tera yu milkar bichad jana bura
lagta h ,
, , |